Posts

Showing posts from March, 2021

KOONDE KI FATIHA KAB KARAANA CHAHIYE

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 KOONDE KI FATIHA KAB KARAANA CHAHIYE 🥀*      ✏️ Koonde ki fatiha RAJAB ki (22 ) tareekh k bajaye (15) tareekh ko karana chaiye kiyun k imam jafar sadiq ka visaal rajab ki (15) tareekh ko hua hai . Rajab ki (22) tareekh ko sahabi e rasool hazrat ameer muaviya ka intiqaal hua hai aur is 22 tareekh ko rafzi (sheea ) ameer muaviyah k visaal ki khushi me eed manate hain . Lihaza sunni hazraat sheeaon ki muvafaqat me 22 tareekh ko har giz har giz koonde ki niyaz na karen balke 15 rajab ko hi karen k yeh imam jafar sadiq k visaal ki tareekh hai. *📚 FATAVA FAQEEH E MILLAT 2/265,266)* 🔴 koonde ki niyaz k liye kheer poori zaroori nahi balke kisi bhi pak aur halal cheez par ho sakti hai. 🔴 Niyaz ke liye meetha zaroori nahi namkeen khane par bhi niyaz ho sakti hai. 🔴 is din gosht aur koi bhi namkeen khana pakana jaiz hai.kuch log gosht pakane ko najaiz samajhte hain vah ghalati par hain. 🔴 niyaaz ek jagah beth kar khana zaroori nahi balke kahin bhi Bet...

कूंडेला फ़ातिहा़ रजब की कितनी तारीख़ को करना ज़्यादा अफ़ज़ल है

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 कूंडेला फ़ातिहा़ रजब की कितनी तारीख़ को करना ज़्यादा अफ़ज़ल है 🥀* ✏️ *माहे रजब में हजरत इमाम जाफर सादिक़ रदियल्लाहु अन्हु को ईसाले सवाब के लिए कूंडे भरे जाते हैं यह जाइज़ है अक्सर लोग 22 रजब को कूंडे की नियाज़ करते हैं और कहते हैं कि उस दिन इमाम जाफर सादिक़ रदियल्लाहो अन्ह का विसाल हुआ था। मगर यह गलत है। अस्ल यह है कि हज़रत का विसाल 15 रजब को हुआ था न कि 22 रजब को हाँ 22 रजब को सहाबी-ए-रसूल हज़रत अमीरे मुआवियह रदियल्लाहु अन्ह का विसाल हुआ है, और शिया और राफजी लोग हज़रत अमीरे मुआविया के गुस्ताख,और सख्त नफरत करते हैं। तो शिया इस तारीख में हज़रत}अमीरे मुआविया रज़ियल्लाहु अन्ह के विसाल की ख़ुशी में ईद मनाते हैं और सुन्नियों को धोका देने के लिये उसे हज़रत इमाम जाफर सादिक़ रज़ियल्लाहु अन्ह की नियाज़ कहते हैं लिहाज़ा सुन्नी हज़रात पर लाज़िम है कि वह शियों की मुखालिफत से दूर रहें। और जिस तारीख में यानी 15 रजब को हज़रत इमाम जाफर सादिक का विसाल हुआ उसी तारीख में उन की नियाज़ करें।* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 मसलके आला हजरत 🔴*

SAWAL ‎JAWAB ‎KUNDA ‎4⃣POST ‎🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

Kya Kondey Farz Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 224 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Kya Kondey Farz Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 KONDEY Karna FARZ ya WAJIB To Nahi Lekin MUSTAHAB Amal Zarur Hai Karne Wala Sawab Paaye Ga Lekin Na Karne Par Gunaah nahi Magar Jo Isey Haram Kaihte Hai Wo Ek Naik Amal Se Rokte Hai Unhe Chahiye Ke Apna QIBLA Durust Karlen ALLAH Hidayat De* -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*  *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAl...

रोट बोट का रोज़ा रखना कैसा है*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🌹ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ 🌹ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *🌹السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *🌹الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *🧮 पोस्ट 114▪️* *📝 सवाल-;* *📇 रोट बोट का रोज़ा रखना कैसा है* *✍️ जवाब-;* *📇 कुछ जगहों पर रजब की 17 तारीख़ को रोज़ा रखते हैं और उसे रोट बोट का रोज़ा कहते हैं ख़ास तौर से इस दिन रोज़ा रखने का शरीअते इस्लामिया मे कोई हुक्म नही नफ़्ल रोज़ा साल मे मम्नूअ दिनो को छोड़ कर कभी भी रखा जा सकता है 17 रजब को रोज़े के लिए मख़सूस वज़न की छोटी बड़ी दो रोटियाँ और बोटियाँ पकाना छोटी फातिहा पढ़ने वाले को और बड़ी रोज़ेदार को खिलाना बे अस्ल और गढ़ी हुई बातें है* *📚 गलत फ़हमियाँ और उनकी इस्लाह सफहा 72* ________________________ ________________________ *💉 अपनी औलादो में आला हजरत की मोहब्बत डाल दो वरना बड़े होकर अपने मां बाप की कब्र पर जाना भी 😝शिर्क समझेंगे।* *💓 हैं पुश्त-पनाह ग़ौषे आज़म​*  *क्युं डरते हो तुम रज़ा किसी से* *👏 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। ...

Imam Jaffer Sadiq ‎رضي الله تعالٰی عنه ‏Ka Wisal ‎15 ‏Rajab Ko Hua To Phir ‎22 ‏Rajab Ko Kondey Kyun Manaye Jate Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 225 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Imam Jaffer Sadiq رضي الله تعالٰی عنه Ka Wisal 15 Rajab Ko Hua To Phir 22 Rajab Ko Kondey Kyun Manaye Jate Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Esaal e Sawab Ke Liye Usi Din Hona Ye Shart Nahi Balke Mahine Saal Ya Zindagi Me Jab Chahen Kar Sakte Hai Aur Aam Mushahida Hai Ke AHLESUNNAT 22 RAJAB Ko Hi Nahi Balke Pure Saal Ehtmaam Karte Hai* -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*  *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte ...

कुंडे की फातेहा के लिए क्या मिट्टी का बरतन होना ज़रूरी है

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🌹ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ 🌹ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *🌹السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *🌹الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *🧮 पोस्ट 120▪️* *📝 सवाल-;* *📇 कुंडे की फातेहा के लिए क्या मिट्टी का बरतन होना ज़रूरी है* *✍️ जवाब-;* *📇 कुंडे की फातेहा के लिए मिट्टी का बरतन होना ज़रूरी नही हुज़ूर सादरुशरिया हजरत अल्लामा मुफ़्ती अमजद अली आज़मी अलैहिर्रहमा तहरीर फ़रमाते हैं के इसाले सवाब जायज़ हैं मिट्टी के बरतन हो या तांबें के बरतन में* *नीज़ फ़रमाते हैं के सोने चांदी के अलावाह हर किस्म के बरतन का इस्तेमाल जायज़ है* *📚 फतावा अमजदीया, जिल्द- 4, सफा- 177* *📚 बहारे शरीयत, हिस्सा- 16, सफा- 35* ________________________ ________________________ *💉 अपनी औलादो में आला हजरत की मोहब्बत डाल दो वरना बड़े होकर अपने मां बाप की कब्र पर जाना भी 😝शिर्क समझेंगे।* *💓 हैं पुश्त-पनाह ग़ौषे आज़म​*  *क्युं डरते हो तुम रज़ा किसी से* *👏 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। ...

IMAME JAFAR E SADIQE RADIALLAHU ANHO 5⃣POST 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

Hazrat e Abu Abdullah Imaam Jafar e Saadiq ‎رضي الله عنه ‏Faazil o Taahir ‎5⃣‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Hazrat e Abu Abdullah Imaam Jafar e Saadiq رضي الله عنه Faazil o Taahir 🥀* *(Part 05)* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ* ✏️ Hazrate Imaam Jafar Saadiq رضي الله عنه ke irshadaat. 5 aadmiyoñ ki sohbat se bacho, 1) Jhootha 2) Ahmaq 3) Bakheel 4) Bad Dil 5) Faasiq  Allah ﷻ ki duniya mein bahisht bhi hai aur dozakh bhi, bahisht aafiyat hai aur dozakh bala, Bahisht yeh hai ke apna kaam Allah عزوجل par chordh do, aur dozakh yeh hai ke apna kaam apne nafs par chordh do. 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Hazrat e Abu Abdullah Imaam Jafar e Saadiq ‎رضي الله عنه ‏Faazil o Taahir ‎4⃣‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Hazrat e Abu Abdullah Imaam Jafar e Saadiq رضي الله عنه Faazil o Taahir 🥀* *(Part 04)* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ* ✏️ Hazrate Imaam Jaafar Saadiq رضي الله عنه ke irshadaat.  Hum Allah ﷻ ki woh rassi haiñ jiske muta'alliq Allah عزوجل ne is Aayat e Muqaddasa ( Parah 4 Surah Aale Imran ) mein irshad farmaya : 'Allah ki rassi ko mazboot pakad lo aur mutafarriq na ho'  Jiska dushman aqalmand ho woh aadmi neik bakht hai ke aaqil najaaez harkat karke khud mubtalaae ma'aasi na hoga. 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Hazrat e Abu Abdullah Imaam Jafar e Saadiq ‎رضي الله عنه ‏Faazil o Taahir ‎3⃣‎

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Hazrat e Abu Abdullah Imaam Jafar e Saadiq رضي الله عنه Faazil o Taahir 🥀* *(Part 03)* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ* ✏️ Ek haji sahab ne Imaam Jafar Saadiq رضي الله عنه ki Khidmat e Aqdas mein haazir ho kar arz ki ke maiñ hajj ko jaa raha hu yeh dus hazaar (10,000) dirham lijiye aur mere liye ek makaan khareed lijiye baad e faraag e hajj maiñ laut kar ma-ahlo ayaal uss mein rahuñ. Imaam Jafar Saadiq رضي الله عنه ne yeh tamaam rakm raahe khuda mein sarf (kharch) farma di jabh haji sahab laute aur haazir e khidmat huwe to farmaya haaji sahab maiñe aapke liye jannat mein makaan khareed liya hai jo ek simt se Huzoor ﷺ ke Kashaana e Aqdas se milta hai doosri simt se Maula e kainaat shere khuda رضي الله عنه ke shabistaane mua'la se milta hai aur teesri taraf se Imaam Hasan رضي الله عنه ke muqaddas qasr se aur chauthi jaanib se Imaam e Hussain رضي الله عنه ke mehale anwar se, yeh lo iska bae-naama. Haji sahab ne...

Hazrat e Abu Abdullah Imaam Jafar e Saadiq ‎رضي الله عنه ‏Faazil o Taahir2⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Hazrat e Abu Abdullah Imaam Jafar e Saadiq رضي الله عنه Faazil o Taahir 🥀* *(Part02)* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ* ✏️ Hazrat Imaam Jafar رضي الله عنه ke alqaab Saadiq (Truthful). Faazil (Virtuous). Taahir ( Pure) hai. 114 hijri mein Aap ke waalid ke inteqaal ke baad aap Imaam bane tabh aapki umr e pak 31 saal thi aap Aaimma e Ahle Ba'it ke (6) chhathe Imaam hai aapko Imam Muhammed al Baaqir رضي الله عنه se Alwi Husaini Silsile ki aur Hazrat Qasim bin Muhammad bin Abu bakr Siddique رضي الله عنه se Siddiqiya silsile ki khilafat mili thi. 15 rajab aap ke wisaal ka din hai iss din aur maah e rajab mein jo kheer aur koonde ki niyaz ki jaati hai aur fateha dilaya jaata hai woh aap se mansub hai aur yeh bilkul jaeez hai. ```To Be Contd....``` 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*