Posts

Showing posts from May, 2020

Kunday Ki Niyaaz Kab karana Chahiye

๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด *๐Ÿฅ€ KOONDE KI FATIHA KAB KARAANA CHAHIYE ๐Ÿฅ€*      ๐Ÿฒ๐Ÿฒ๐Ÿฒ๐Ÿฒ๐Ÿฒ๐Ÿฒ ๐ŸŒน Koonde ki fatiha RAJAB ki (22 ) tareekh k bajaye (15) tareekh ko karana chaiye kiyun k imam jafar sadiq ka visaal rajab ki (15) tareekh ko hua hai . Rajab ki (22) tareekh ko sahabi e rasool hazrat ameer muaviya ka intiqaal hua hai aur is 22 tareekh ko rafzi (sheea ) ameer muaviyah k visaal ki khushi me eed manate hain . Lihaza sunni hazraat sheeaon ki muvafaqat me 22 tareekh ko har giz har giz koonde ki niyaz na karen balke 15 rajab ko hi karen k yeh imam jafar sadiq k visaal ki tareekh hai. ๐Ÿ“š FATAVA FAQEEH E MILLAT 2/265,266) ๐Ÿ”ด koonde ki niyaz k liye kheer poori zaroori nahi balke kisi bhi pak aur halal cheez par ho sakti hai. ๐Ÿ”ด Niyaz ke liye meetha zaroori nahi namkeen khane par bhi niyaz ho sakti hai. ๐Ÿ”ด is din gosht aur koi bhi namkeen khana pakana jaiz hai.kuch log gosht pakane ko najaiz samajhte hain vah ghalati par hain. ๐Ÿ”ด niyaaz ek jagah beth kar khana zaroori nahi bal...

Kunday Ki Niyaaz

๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด                      *๐Ÿฅ€ เค•ूंเคกे เค•ी เคจिเคฏाเฅ› ๐Ÿฅ€* เคฎाเคนे เคฐเคœเคฌ เคฎें *เคนเคœ़เคฐเคค เค‡เคฎाเคฎ เคœाเคซ़เคฐ เคธाเคฆिเฅ˜ เคฐเคฆिเคฏเคฒ्เคฒाเคนु เค…เคจ्เคนु* เค•ो เคˆเคธाเคฒे เคธเคตाเคฌ เค•े เคฒिเค เค•ूंเคกे เคญเคฐे เคœाเคคे เคนैं เคฏเคน เคœाเค‡เฅ› เคนै। เค…เค•्เคธเคฐ เคฒोเค— *22 เคฐเคœเคฌ เค•ो เค•ूंเคกे เค•ी เคจिเคฏाเฅ› เค•เคฐเคคे เคนैं เค”เคฐ เค•เคนเคคे เคนैं เค•ि เค‰เคธ เคฆिเคจ เค‡เคฎाเคฎ เคœाเคซ़เคฐ เคธाเคฆिเฅ˜ เคฐเคฆिเคฏเคฒ्เคฒाเคนु เค…เคจ्เคนु* เค•ा เคตिเคธाเคฒ เคนुเค† เคฅा। เคฎเค—เคฐ เคฏเคน เค—़เคฒเคค เคนै। เค…เคธ्เคฒ เคฏเคน เคนै เค•ि เคนเฅ›เคฐเคค เค•ा เคตिเคธाเคฒ *15 เคฐเคœเคฌ เค•ो เคนुเค† เคฅा เคจ เค•ि 22 เคฐเคœเคฌ เค•ो*। เคนाँ! 22 เคฐเคœ्เคœเคฌ เค•ो *เคธเคนाเคฌी-เค-เคฐเคธूเคฒ เคนเฅ›เคฐเคค เค…เคฎीเคฐे เคฎुเค†เคตिเคฏा เคฐเคฆिเคฏเคฒ्เคฒाเคนु เค…เคจ्เคนु* เค•ा เคตिเคธाเคฒ เคนुเค† เคนै, เค”เคฐ เคถिเคฏा เค”เคฐ เคฐाเคซ़เคœी เคฒोเค— เคนเฅ›เคฐเคค เค…เคฎीเคฐे เคฎुเค†เคตिเคฏा เค•े เค—ुเคธ्เคคाเค–, เค”เคฐ เคธเค–़्เคค เคจเคซเคฐเคค़ เค•เคฐเคคे เคนैं। เคคो เคถिเคฏा เค‡เคธ เคคाเคฐीเค– เคฎें เคนเฅ›เคฐเคค เค…เคฎीเคฐे เคฎुเค†เคตिเคฏा เคฐเฅ›िเคฏเคฒ्เคฒाเคนु เค…เคจ्เคนु เค•े เคตिเคธाเคฒ เค•ी เฅ™ुเคถी เคฎें เคˆเคฆ เคฎเคจाเคคे เคนैं เค”เคฐ เคธुเคจ्เคจिเคฏों เค•ो เคงोเค•ा เคฆेเคจे เค•े เคฒिเคฏे เค‰เคธे เคนเฅ›เคฐเคค เค‡เคฎाเคฎ เคœाเคซ़เคฐ เคธाเคฆिเฅ˜ เคฐเฅ›िเคฏเคฒ्เคฒाเคนु เค…เคจ्เคนु เค•ी เคจिเคฏाเฅ› เค•เคนเคคे เคนैं। เคฒिเคนाเฅ›ा เคธुเคจ्เคจी เคนเฅ›เคฐाเคค เคชเคฐ เคฒाเฅ›िเคฎ เคนै เค•ि เคตเคน เคถिเคฏों เค•ी เคฎुเค–़ाเคฒिเคซ़เคค เคธे เคฆूเคฐ เคฐเคนें। เค”เคฐ เคœिเคธ เคคाเคฐीเค–़ เคฎें เคฏाเคจी 15 เคฐเคœเคฌ เค•ो เคนเฅ›เคฐเคค เค‡เคฎाเคฎ เคœाเคซ़เคฐ เคธाเคฆिเค•़ เค•ा เคตिเคธाเคฒ เคนुเค† เค‰เคธी เคคाเคฐीเค–़ เคฎें เค‰เคจ เค•ी เคจिเคฏाเฅ› เค•เคฐें। เคฏเคนाँ เคชเคฐ เคฎैं เค‰เคจ เคšเคจ्เคฆ เคฌाเคคों เค•ा เฅ›िเค•्เคฐ เฅ›เคฐूเคฐी เคธเคฎเคเคคा เคนूँ เคœि...

Kunday Ki Niyaaz Ki Haqiqat 6

๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด *๐Ÿฅ€ KUNDEY KI NIYAAZ KI HAQEEQAT ๐Ÿฅ€* ⏩ PART:- 6 {LAST•PART} ๐Ÿ“› QUESTION :- HUM KUNDEY (KHEER POORI) KI NIYAZ KYU KARTE HAI? ๐ŸŽด HALWA KHANA PYARE AAQA ALAHISSALATUWASSALAM KI SUNNAT PAR AMAL HAI ๐Ÿ“š (BUKHARI SHARIF) ๐Ÿ“› "NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM HALWE AUR SHEHAD KO MEHBOOB RAKHTE HAI" ๐ŸŽด "GHEE KA GUNDHA HUA PARATHA (PURI) SARKAR KO PASAND HAI..." ๐Ÿ“š (IBNE MAAJA SHARIF) ๐Ÿ“› "AAQA NE FARMAYA K MUSALMAN KO MEETHA LUQMA KHILAANE PAR HASHR KI TAKLEEF SE MEHFOOZ RAHOGE..." ๐Ÿ“š (SHARAHUS SUDOOR) ๐ŸŽดMALUM HUA KE MEETHA LUQMA SARKAR KO PASAND HAI TO UMMATI HONE KE NAATE HAME BI PASAND HONA CHAHIYE ๐Ÿ“› PAHLE KI JAANE WALI BAATO SE MALUM HUA K KUNDEY JAAIZ HAI BALKE KAAR E SAWAB AUR KAAR E KHAIR HAI ๐ŸŽด LEKIN JO IS DIN AMEER MUAWIYA (RADIYALLAHU ANHU) SE DUSHMANI KI WAJAH SE KUNDEY KARE TO WO SUN LE, ๐Ÿ“› "JIS NE AMBIYA KO SOOB (GAALI ) BAKA, WO QATAL KIYA JAYEGA AUR JIS NE MERE SAHABA KO SOOB (GAALI ) BAKA USEY KODEY LAGAEN JAYEN" ๐Ÿ“š (JAM...

Kunday Ki Niyaaz Ki Haqiqat 05

๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด *๐Ÿฅ€ KUNDEY KI NIYAAZ KI HAQEEQAT ๐Ÿฅ€* ⏩ PART:- 5 ๐Ÿ“› QUESTION :- KYA NIYAZ JAAIZ HAI? ๐ŸŽด ANSWER :- QURAAN O HADEES ME KAHI NIYAZ KI MUMAANIAT NAHI HAI BALKE QUR'AN KA KHULASA HE: ๐Ÿ“› "TO KHAO US ME SE JIS PER ALLAH KA NAAM LIYA GAYA, AGAR TUM USKI AAYATE MANTE HO" ๐ŸŽด YAANI JIS PER ALLAH KA NAAM ZIKR KIYA GAYA JAISE NIYAZ PER FATIHA K WAQT QURAAN PADHA ๐Ÿ“› QUR'AN KA KHULASA HE: HALAAL CHEEZE NA KHANE WALO KO TAMBEEH!! 'AUR TUMHE KYA HUA HAI K IS ME SE NA KHAO JIS PAR ALLAH KA NAAM LIYA GAYA HO HALAAN KE WO TUM PAR TAFSEEL SE BAYAN KAR CHUKA HAI JO IS NE TUM PAR HARAAM FARMAYA' ๐ŸŽด AUR NIYAZ PAR JO FATIHA DETE HAI WO QUR'AAN SE HI HAI ๐Ÿ“› QUESTION :- HALAAL KHANE KO HARAM KAHNA KAISA? ๐ŸŽด QUR'AN E MAJEED KA KHULASA HE ๐Ÿ“› AUR ALLAH NE UNHE JO ROZI DI, WO USEY HARAAM THEHRATE HAI ALLAH PAR JHOOT BANDHTE HUE, BESHAK WO GUMRAH HUE ๐ŸŽด AGAR FATIHA DI AUR KHANA HARAAM HUA TO PHIR TO HAR KHAANA HARAAM HUA KYU KE HAR KHAANA KHAANE SE PEHLE BISMILLAH...

Kunday Ki Niyaaz Ki Haqiqat 04

๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด *๐Ÿฅ€ KUNDEY KI NIYAAZ KI HAQEEQAT ๐Ÿฅ€* ⏩ PART:- 4 ๐Ÿ“› QUESTION :- RAJAB KI 22 KO AMEER MUAWYA RADIYALLAHU ANHU KA WISAL HUA, IS LIYE RAAFZI (SHIA) KHUSHI ME SHEERNI PAKATE HAI, TO IS SURAT ME 22 RAJAB KO NIYAZ TAQSEEM KARNA KAISA..? ๐ŸŽด ANSWER :- SHARI'AT KA USOOL HAI KE K KISI ACHEY AMAL KO BAD MAZHAB APNA LE TO IS WAJA SE USEY TARK NAHI KIYA JAAYEGA BALKE KOI AISA IMTIYAZ KARNA HOGA JIS SE FARAQ ZAAHIR HO AUR HAME AUR BADE PAIMAANE PE KARNA HOGA. ๐Ÿ“Œ JAISE 10 MUHARRAM KA ROZA YAHUDI RAKHTE TO SARKAR NE 9 YA 11 KE ROZE KI TALQIN BI FARMAI ๐Ÿ“› QUESTION :- SUNNI AUR SHIA KE KUNDO ME FARQ KYA HAI? ๐ŸŽด ANSWER :- DARASAL SHIA KHAAS 22 RAJAB HI KO KUNDEY BANAATE HAI AUR SUNNI TO SAARA MAHINA HI BANAATE HAI AUR SAB SE BADA FARQ NIYAT HAI K SUNNI IMAM JAFFER KO ESAAL E SAWAB KARTE HAI. ๐Ÿ“Œ JAB KE SHIA HAZRAT MUAWYA K BUGZ ME AISA KARTE HAI MAAZALLAH ๐Ÿ“› AAMAAL KA DAAR O MADAAR NIYYATO PAR HAI  ๐Ÿ“š (BUKHARI SHARIF) ๐ŸŽด JO KUNDEY ESAAL E SAWAB K LIYE KARE US K LIYE JAZAA AUR JO BU...

Kunday Ki Niyaaz Ki Haqiqat 03

๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด *๐Ÿฅ€ KUNDEY KI NIYAAZ KI HAQEEQAT ๐Ÿฅ€* ⏩ PART:- 3 ๐Ÿ“› QUESTION :- KYA KUNDEY KI NIYAZ FARZ HAI? ๐ŸŽด ANSWER :- KUNDEY KARNA FARZ YA WAJIB TO NAHI HAI LEKIN MUSTAHAB AMAL ZARUR HAI KARNE WALA SAWAAB PAAYEGA LEKIN NA KARNE PAR GUNAAH NAHI HOGA ๐Ÿ“Œ MAGAR JO ISEY HARAAM, SHIRK YA BIDDAT KEHTE HAI WO EK NEK AMAL SE ROKTE HAI AUR HUZOOR SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM AUR AS'HAAB AUR TAMAM NEK BANDO K KHILAAF BAAT KARTE HAI ๐Ÿ“Œ UNHE CHAHYE KE WO TAUBA KARE AUR ALLAH HIDAYAT DE AESE LOGO KO.! ๐Ÿ“› QUESTION :- IMAM JAFFER KA WISAL 15 RAJAB KO HUA TO PHIR 22 RAJAB KO KUNDEY KYU..? ๐ŸŽด ANSWER :- ESAAL E SAWAB KE LIYE USI DIN HONA YE SHART NAHI HAI BALKE MAHINE, SAAL YA ZINDAGI ME JAB CHAHE KAR SAKTE HAI, AUR AAM MUSHAHIDA HAI K AHLESUNNAT 22 RAJAB KO HI NAHI BALKE POORE SAAL EHTMAAM KARTE HAI ๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘ *๐Ÿ MASLAKE AALA HAZRAT ๐Ÿ”ด*

Kunday Ki Niyaaz Ki Haqiqat 02

๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด *๐Ÿฅ€ KUNDEY KI NIYAAZ KI HAQEEQAT ๐Ÿฅ€* ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖ ⏩ PART:- 2 ๐Ÿ“›QUESTION :- KYA ESAALE SAWAB JAAIZ HAI....? ๐ŸŽดANSWER :- SAHABI E RASOOL HAZRAT SAAD RADIYALLAHU ANHU NE ARZ KI SARKAR MERI MAA KA INTEQAL HO GAYA TO KAUN SA SADQA AFZAL HAI? ๐ŸŒนAAQA NE FARMAYA PAANI KA! UNHO NE KUNWA [WELL] KHUDWAYA AUR KAHA YE SAAD KI MAA KA HAI ๐Ÿ“š (ABU DAWOOD SHAREEF) ๐Ÿ“š (MUSNAD E AHMED) ๐Ÿ“š (BEHIQEE SNAN KUBRA J4 P#185) ๐Ÿ“› QUESTION:- KYA HAMARA ESAAL E SAWAB PUHANCHTA HAI? ๐ŸŽด ANSWER :- ALLAH JANNAT ME KISI BANDE KE DARJAAT BULAND KAREGA TO WO ARZ KAREGA, AYE ALLAH YE DARJA KAISE BULAND HUA? ALLAH FARMAYEGA KE TERE BETE NE TERE LIYE ISTIGFAAR KIYA ๐Ÿ“š (ADAB UL MUFRID P#30) ๐Ÿ“š (IBN E MAJA 268) ๐Ÿ“š (TIBRANI OSAT J5 P#349) ๐Ÿ“› QUESTION :- KIN KIN ULAMA E ALHE SUNNAT NE KUNDEY KI NIYAZ KO JAAIZ LIKHA? 1⃣ SADRU SHARIA MOULANA AMJAD ALI 2⃣ MUHADDIS E AZAM PAKISTAN MOULANA SARDAR AHMED 3⃣ HAKEEM UL UMMAT MUFTI AHMED YAAR KHAN NAEEMI (KUNDEY KI FAZEELAT) 4⃣ MOULANA ABDUL MUSTAFA AAZMI (JANNATI ZEWAR...

Kunday Ki Niyaaz Ki Haqiqat 01

๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด๐Ÿ๐Ÿ”ด  *๐Ÿฅ€ KUNDEY KI NIYAAZ KI HAQEEQAT ๐Ÿฅ€* ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖ ⏩ PART:- 1 ๐Ÿ“› ISAAL E SAWAAB, FATIHA, NIYAAZ, AUR KUNDEY KI NIYAAZ KI HAQEEQAT: ๐ŸŽด JAISA KE AAP SABHI JAANTE HAI MAAHE RAJAB KI 22 KO AHLE AQIDATH HAZRAATH KUNDEY KI NIYAAZ KARTE HAI, AUR BOHAT SAARE AITRAZAT KARNE WALE AITRAAZ BHI KARTE HAI, ๐Ÿ“› IS POST KO DHYAAN SE PADHIYE AAP KE AITRAZAT KE JAWAABAT MILEGE, IN SHAA ALLAH ๐Ÿ“› HAR AHL E AQIDAT MAAH E RAJAB ME MATTI KE BARTAN ME KHEER PURI YA HALWA WAGAIRA PAKAATE HAI AUR USEY IMAM JAFFER RADIALLAHU ANHU KI NIYAZ KA NAAM DETE HAI JO ESAAL E SAWAB K LIYE HOTA HAI AUR YE QURAAN O HADEES KI ROSHNI ME JAAIZ HAI ๐ŸŽด YE ESAAL E SAWAB KI EK SHAAKH HAI JO KE JAAIZ AUR MUBAAH HI NAHI BALKE MUSTAHAB AMAL HAI JIS KA INKAAR MAHAZ JIHAALAT HAI KYU KE ESAAL E SAWAB QURAN O SUNNAT AUR AEMMA E KIRAAM KE AQWAL SE HI SAABIT HAI AUR MASHAIK E KARAAM KA IS PAR AMAL BHI RAHA HAI ๐ŸŽฏ NEXT PART ME INSHAA'ALLAH DALA'IL PESH KIYE JAYEGE...!! ๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘๐Ÿ‘‘ *๐Ÿ MASLAKE AALA HAZRAT ...